Description: -=HORIZON=- Mobiles GRW Cantt (M.S.A.Shami) Full Screen Song
Woh Kisi Aur Sy Mil K - Phir Bewafai - Download MP3 music or MP4 video:
Watch Video OnlineDownload MP3 Download Video
Are you the owner of this convertable material and do you want to disable the conversion of your media on clip.dj? Then you can request a conversion block for this video.
Woh kise aur kisi aur kisise milke ara rahi hai .mp4 a very nice hindi bollywood hit song
jisay pyar kisi ka mil jayay... Triangle of Love.. Nadeem, Shaid & Nisho in leading roles.. Just a clip to inform that movie is released on dvd.. As usual baqi songs koi aur uploader jald hi upload kar day ga.. Late 70 ya 80's kay songs main YouTube par just kisi na kisi ki farmayesh par hi upload karta hoon else I personally feel Music wohi tha jo in say pehlay hamaray legend composers day kar gayay like Khwaja Khurshid Anwar, Master Inayat Hussain, Rashid Attre, Feroz Nizami, GAChishti and a few more (but less than 10 in total) In kay baad jo bhi kaam hua uski value temporary entertainment kay taur par to hay lekin usko dawaam nahi.. Woh dhun ya woh taan jo raah chaltay naujawan ko ruknay par majboor kar deti thi, bahut arsa hua napaid ho chuki.. Zulm to ye hay kay ab kahin say koi "time-pass: dhun bhi kaan mein nahi paR rahi jisay sun kar waqt achha guzarnay ka ihsaas ho..so nostalgia yehi kehta hay kay wohi 60's ya us say pehlay ka eternal music suna jayay aur bus.. Regards Dr.Bukhari (This is another temporary upload which will be deleted in couple of weeks)
Rung, Phool, Jugnu, Barish, Khushbu, Jungle, Barsaat ka Shaair Nasir Kazmi jis ki umr ka ziyada hissa ya to Pak Tea House mein doston kay sath guzra ya raaton ko lahore ki galyoon mein ya ratt-jagoon mein ya akhri dino mein kabootaron main... jaisa kaha jata hay kay Ghalib ki rooh Iqbal mein halool kar gai thi wesay hi kaha jayay kay Meer Taqi Meer nay agla janam Nasir Kazmi mein liya tha to symbolically ghalat na tha.. Meer Taqi Meer ki ghazal ki saadgi, chhoTi magar pur-kaif behr aur sab say barh kar taghazzul aur udaasi ka jitna aks Nasir Kazmi ki shaairi mein jhalakta hay utna Meer Taqi Meer kay baad say ab tak kisi aur shaair mein aik sath nazar nahi aata. He was the last of the sequence of traditional classical poets. On Radio his ghazals are sung maximum in number among his contemporary poets. If i just wish to describe them here it will take above 50 lines. He was a too sensitive person. Aik zir-e-tameer makaan kay samnay say guzra jahan chhat ka shehteer rakha ja raha tha. Raaj mistri nay wo thoRa tirchha rakha to Nasir Kazmi nay apnay sathi say kaha kay niklo yahan say isay dekh kar meray sar mein dard honay laga hay. Aik aur pehlu jis par kisi nay raushni nahi daali hogi wo ye tha kay Nasir Kazmi itni khoobsurat ghazalen likhta tha magar ghar ki haalat ziyada behtar na thi to ye dekhtay huay usay film line kay kuchh dost wahan lay kar gayay. Ab ye sirf ittefaq ki baat hay kay uska pehla interview Director Hassan Tariq kay office mein hua.. It was a one on one ...
"Akela Dil" Akela dil akela dil akela dil on life's highway Akela dil akela dil akela dil yeah thats my way Thats what I am talking about Kisi ke dil mein kyun rahe ghar apna chod ke Bas khud ka saath hi haan jeenay ke liye Iss mohabbat ke siwa aur gumm hai by the way, aur bhi gumm hai by the way One more time Akela dil akela dil akela dil on life's highway Akela dil akela dil akela dil yeah thats my way Say it, get it, na na .. Duniya to kehti hai, kehti reh jaayegi Khud jo na samjhegi, tumko samjhayegi There you go staring at me, you are losing your heart already No no dat don't impress me, move over, move over Aawara dil ki bhi koi kahani hai Sun lo yaaro zara gaa ke sunani hai Akela dil akela dil akela dil on life's highway Akela dil akela dil akela dil yeah thats my way Here we go again Ooo lonely baby .. Ooo lonely baby .. Thats all you I know you want me doesn't everbody But I got no friends ?? girls who woo, na na .. www.top10bollywood.com Jismo ko jee liya utni hai zindagi Jo lamha kho gaya na tera tha kabhi Baby we can be together but nothing and romance forever Do I see you run for cover, come over, come over Rishto woh rishta hai jisme bandhan na ho Dil mein tammana ho warna dhadkan na ho Akela dil akela dil akela dil on life's highway Akela dil akela dil akela dil yeah thats my way Kisi ke dil mein kyun rahe ghar apna chod ke O bas khud ka saath hi haan jeenay ke liye Iss mohabbat ke siwa aur gumm hai by the way, aur bhi gumm hai by the way yeah Akela dil ...
Ajab Din Thay Muhabbat Kay ,,, Ajab Din Thay Rafaqat Kay ,,, Kabhi Gar Yaad Aa Jain Tu Palkoon Pay Istaray Jhimilatay Hain ,,, Kisi Ki yaad Main Jaagna Maamool Tha Apna ,,, Kabhi Gar Neend Aa Jati Tu Hum Yeh Sooch Letey Thay ,,, Abhi Tu Humaray Wastay Rooya Nahin Ho Ga ,,, Abhi Sooya Nahin Ho Ga ,,, Abhi Hum Nahin Rootay ,,, Abhi Hum Nahin Sootay ,,, So Phir Hum Jagtay Aur Us Ko Yaad Kartay Thay ,,, Akelay Beth Kar Weeraan Dil Aabaad Kartay Thay ,,, Humaray Samnay Taaroon Ki Jhurmat Main Akela Chaand Hota Tha ,,, Jo Is K Husn K Aagay Buhat Hi Maand Hota Tha ,,, Falak Pay Raks Kartay Unginat Roshan Sitaaroon Ko Jo Hum Tarteeb Detey Thay ,,, Tu Us Ka Naam Banta Tha ,,, Hum Aglay Roz Jab Miltay Tu Gusri Raat Ki Har Bekaali Ka Zikar Kartay Thay ,,, Har Ek Qissa Sunatay Thay ,,, Kahan Kis Waqt Kis Tarhaan Say ,,, Dil Dharka Batatay Thay ,,, Main Jab Kehta Keh "Jaana" Aaj Tu Raat Ko Main Ek Pal Nahin Sooya ,,, Tu WOh Khamoosh Rehti Thi ,,, Par Us Ki Neend Main Doobi Huey Do Jheel Si Aankhain ,,, Achanak Bool Uthti Theen ,,, Main Jab Us Ko Batata Tha Keh Main Nay Raat Roshan Sitaaroon Main Tumhara Naam Dekha Hai ,,, Tu Woh Kehti Thi K Tum Jhoot Kehtay Ho ,,, Sitaaray Main Nay Dekhay Hain Aur In Roshan SItaaroon Main Tumhara Naam Likha Tha ,,, Lagta Hai Ab Apnay Sitaaray Mil Hi Jayein Gain ,,, Magar Us Ko Khabar Kia Thi ,,, Kinaaray Mil Nahin Saktay ,,, Mohabbat Ki Kahani Main ,,, Mohabbat Karnay Walay K ,,, Sitaaray Mil Nahin Saktay !!!
hmmm, Aate jate khubsoorat awara sadko pe kabhi kabhi itfaq se, Aate jate khubsoorat awara sadko pe kabhi kabhi itfaq se, kitne anjaan log mil jate hain, unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain, unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain Aate jate khubsoorat awara sadko pe kabhi kabhi itfaq se, kitne anjaan log mil jate hain, unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain, unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain awaz ki duniya ke dost, kal raat kisi jagah pe mujhko, kis kadar ye hasin khayal mila hai, rah mein ik reshami rumal mila hai, kis kadar ye hasin khayal mila hai, rah mein ik reshami rumal mila hai jo giraya tha kisi ne jaan kar, jiska ho le jaye wo pahchan kar, warna main rakh loonga usko apna jaan kar, kisi husn wale ki nishani maan kar, nishani maan kar hasnte gaate logon ki baaton hi baaton mein, kabhi kabhi ik mazak se, kitne jawan kisse ban jaate hain, un kisson mein chand bhool jaate hain, chand yaad rah jaate hain, unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain Taqdeer mujhpe meharban, jis shuak ki ye dastan hai, usne bhi shayad ye paigam suna ho, mere geeto mein apna naam suna ho, usne bhi shayad ye paigam suna ho, mere geeto mein apna naam suna ho, door baithi ye raaj wo jaan le, meri awaz ko pahchan le, kaash phir kal raat jaisi barsat ho, aur meri uski kahin mulakat ho, mulakat ho lambi lambi raaton mein jab neend nahi aati, kabhi kabhi is phirak se, kitne hasin ...
Directed by S.Suleman,Shabnam,Rahat Kazmi,Nisho,Ghulamuhi-u-din,Qavi Khan,Tamanna,Lehri,Najma Mehboob,Rangeela played the lead,music by Kamal Ahmed,sung by Madam Noor Jehan,celebrated Diamond Jubilee. What do I Say who is the most graceful,stylish and well dressed lady of sub-continent Asia,what do i say who is the Queen of Harmony,whatever i would say won`t be enough.She is She Her name speaks it self "Madam Noor Jehan" Few hits on her credit are listed below. 1.Tere Mukhdey Da Kala (Chan Wey) 2.Lo chal Diye Woh Hum Ko (Gulnar) 3.Jis Din Sey Piya Dil (Intizar) 4.Aa Bhi Ja (Intizar) 5.Sada Hun Apney Pyaar Ki (Anar Kali) 6.Tumhari Aarzoo Main (Anarkali) 7.Sagar Roye (Koel) 8.Rim jhim Rim Jhim Padey (Koel) 9.Muddat Hui Hey Yaar Ko (Ghalib) 10.Chandni Raten (Dupatta) 11.Tere Dar ar (Neend) 12.Chun Chun Baje (Neend) 13.Chalo Acha Hua (Lakhon Main Aik) 14.Gaye Gi Dunia (Mosiqaar) 15.Teri Khatir Jal Rahe Hain (Paigham) 16.Woh Khuwab Suhana (Lakht-e-Jigar) 17.Yeh Wadiyan (Dosti) 18.Tu Jahan Kahin Bhi Jaye (Insan Aur Aadmi) 19.Taqdeer Ki Gardish. 20.Hamari Sanson Main (Mere Huzoor) Few Ghazals: 1.Silsiley Taud Gaya 2.Hum Na Nikhat Hain Na gull Hain 3.Tu Mila Tou Mili 4.Nigah-e-Chor Sahi Dekhye 5.Kabhi Kaha Na Kisi Sey 6.Dil Hi Dil Main Sulagh Key 7.Aa Kay Wapasta Hain 8.Hurf Woh Ishq Main Paye Hain 9.Dil Dhadakney Ka Sabab 10.Main Ney Har Kanta Teri Rah Ka Punjabi Songs: 1.Kehndey Ney Naina 2.Jadon Holi Jai 3.Bindia Vi Chamka Do 4.Tenu Pyar Karan Nu 5.Wey Ja Ja Aj Toun Main 6 ...
Hey guys! clip.dj is an easy online tool to convert videos from YouTube, Dailymotion and Vimeo to high quality MP3 music or MP4 video files. Important: You must agree to our terms of service before using this web application! Have fun! ;)
How it works: Go to YouTube and find a video you want to download, copy its URL (like http://www.youtube.com/watch?v=MkviQTo67FM) into the text field at the top of this page and press "Go".
Check out the charts if you wanna know what's hot.
Drag the bookmarklet above to your browser toolbar, so you can download your MP3s and MP4s fast and comfortly by pressing on this bookmarklet whenever you're browsing YouTube.
Another awesome shortcut: whenever you're on YouTube just enter the two letters "xd" before the video URL and press enter: http://www.youtube.com/watch?v=MkviQTo67FM => http://www.xdyoutube.com/watch?v=MkviQTo67FM ;)